Mobile Phone Me Heating Problem Ko Door Kaise Kare [Full Guide In Hindi]
Phone overheating problem aajkal bahut sare logo ke saath ho Raha hai isse hamara mobile jaldi kharab hi jata hai . Iss problem se bachne k kai solutions hain agar aap mere bataye hue tips follow kare to aapko kafi had tak fayda mil sakta hai. Aajkal to aap dekh hi rahe honge ki kaise gaming ka trend badh raha hai kuchh popular games jaise PUBG MOBILE, Call Of Duty, Garena Free Fire, Clash Of Clans ityadi ko khelne me mobile bahoot jaldi heat ho jata hai lekin niche bataye gye in tips ko follow kar ke aap poori tarahse to nahi magar kuchh had tak apne mobile ko garam hone se zaroor bach asakte ho.
Zyadatar logo ke phone ki battery kharab hoti hai isi overheating ke karan isliye mai jo tarika bata raha hoon is tarike se aap apne phone ko bacha sakte hain overheating ki problem se.
1: Zyada Der Tak Internet use nhi kare -
Lagataar internet ka use karne se mobile garm ho jata hai . Isliye zyada der tak internet ka istamal na kare. Aksar logo ka mobile garm hone ka ye bhi ek reason hota hai to please aap lagataar internet use na kare aur jab net use kar rhe हों to Mobile Data off rakhen.2: Charging time use na kare-
Aksar jin logo ko mobile ka mania hota hai wo ek minut bhi mobile se door nhi rah sakte hain un logo ki aadat hoti hai Charging me laga k phone use karna. Agar aap bhi esa karte hain to सावधान रहें kyuki esa karne se aapka phone aur battery dono hi kharab ho sakta hai. Aur Charging me laga ke use karne se sabse zyada phone garm hota hai. Charging k samay to mobile ko jitna kam haath me len utana hi achga hai kyuki battery se Charging ke samay ek radiation nikalta jai jisse hame Nind nahi aane ki bimari ho sakti hai.
Top Movies Download Karne Wali Websites Kon Kon Si Hain
3: Ek sath bahut sare apps ka use na kare-
Ji han ek sath bahut sare apps use karne se bhi mobile garam ho jata hai . Isliye eksath kabhi bhi bahut sara app use na kare egample : agar aap whatsaap use kar rhe hn aur usi samay aap facebook bhi open kar rhe hain to aapko bta doon k whatsapp ko exit kar de tabhi facebook use kare.India Me PUBG MOBILE LITE Kaise Chalaye
4: Zyada Mota phone cover use na kare-
zada bhari phone cover use na kare kyuki agar mobile garam hua to phir usko thanda hone me time lagega aur agar halka raha to jaldi se thanda ho jaega. Isliye phone cover ka use kare lekin achhe quality ka aur halka hona chahiye.Netflix Ki Movies Free Me Download Kare
5: Screen ka Brightness 100% rakhne par-
Dosto agar aap apne phone ka Brightness level full kar ke rakhte hain to esa karna chhor dijye zaroorat parne pat hi Brightness badhaye kyuki aap jitna Brightness badhaenge utana hi mobile garam hoga isliye mobile ka brightness zaroorat parne par hi badhaiye.
6: Bekar apds ko uninstall kar de-
Bekar apps jinhe aap use nhi karte usko uninstall kar de.
Duniya Ke Kuchh Aise Mobiles Jinhe Apko Zaroor Janna Chahiye
7: Original charger ka use kare-
Original charger use karne se mobile ki battery kharab nahi hoti h aur garam bhi kam hoti hai.