Doston ham jab new blog create karte hain to hamare man me ye sawal zaroor aata hai ki hame kon se ads network ka use karna hai ?
Aaj ke zamane me bahut sari ads companies hain lekin unme se sabse badhiya kon si hain iska choose kar pana bahut mushkil hota hai. Kyuki hame pata nhi hota hai ki kon si company ko kitne view per month chahiye ya uska minimum payout kita hai , kitni bari company hai, kaise ads show karti hai, payment method kya hai etc.
Aaj mai aapko kuchh ads network ke baare me batane jaa raha hoon jo bahut hi achhi companyan hain aur inka istemaal aap kar sakte hain.
*Intresting Full Forms
*APJ KALAM
-To dosto top best ads networks neeche hain aage slide kar k aap dekh sakte hain.
1- Adnow: Google Adsense k baad mera ye favorite ad Network hai. Ye aapko Native Ad provide karta hai.
Iske ads hamari website par bahut hi saaf aur clear show hote hn jisse visitors ko koi pareshani nhi hoti hai. Aur iske ads par click hone k chances bahut zyada hote hain. Iska minimum payout 20$ hai jise ham PayPal ke through bhi nikal sakte hain. Click for SignUp
2-Adscence: Ye sabse popular and best ad network hai aur ye Google company ka ads network hai aur sabse zyada cost per click provide karta hai. Lekin iska approval milna bahut hard hai iske approoval k liye 6 months ka wait and 40-50+ post honi chahiye. Lekin maximum blogger and websites isi k ads lagate hn kyuki ye sabse badi company hai . Asp bhi iska approval le sakte hain lekin aapko 6 months ka wait karna padega. Isks minimum payout 100$hai. Click for SignUp
3-Media.net: Media.net Yahoo and Bing ki service hai. Is ad network ka approval pane k baad ham achhi income kar sakte hain.
Iska minimum payout Wire transfer and PayPal ke through 250$ hai. Click for SignUp
4-Infilinks: Blog aur website se income karne k liye infolinks best network hai .
Ye hamare content ke words ko links me change kar deta hai jab koi reader ads par cursor le jata hai to ye ads show hata hai . Iska minimym payout 50$ hai jise ham PayPal aur Wire Transfer k through nikal sakte hain. Click for SignUp
5-Bidvertizer: Bidvertiser bahut purani company hai aur ye achha CPC deti hai .
Adsense ka approval na milne par aap iske ads apni website par laga sakte hain. Iska minimum payout 10$ hai. Click for SignUp
6-Chitika: Ye bhi best ad network hai aur iska CPC bahut badhiya hai.
Iske ads bhi bahut clear hote hain jisse visitors ko koi pareshani nhi hoti. Isse achhi income aati hai . Iska minimum payout 10$ hai . Click for SignUp
आपको ये पोस्ट कैसा लगा निचे कमेंट कर के बताएं और अगर अच्छा लगा तो हमारे ब्लॉग को बुकमार्क में सेव कर लें. और रोज़ाना youpays.in को विजिट करते रहें
Best Ads Networks कौन से हैं ?
टॉप Adsense Alternatives कौन कौन से हैं पूरी जानकारी हिंदी में top ads network 2019
best ads network
best ads network for website
best ads network for blogger
best ads network for publisher
best ads network for native
top ad network in india
the best ads network
top 10 mobile ads network
top 5 ad networks
Best Ads Networks कौन से हैं ?
टॉप Adsense Alternatives कौन कौन से हैं पूरी जानकारी हिंदी में top ads network 2019
best ads network
best ads network for website
best ads network for blogger
best ads network for publisher
best ads network for native
top ad network in india
the best ads network
top 10 mobile ads network
top 5 ad networks